mujhy mujzon par yaqen nhi
mager aarzo hai k jab
qaza
mujhy bazam-e-dehar sy ly kar chaly
tu phr aik bar yeh izan dy
k lahed sy loat k aa sakon
tery dar par aa k sada karon
tujhy gumgusar ki ho talab
tu tery hazoor mai aa rahon
yeh na ho tu su-e-rah adam
mai phr aik bar rawana hon
No comments:
Post a Comment